Song Cover Image

yaara o yaar

Teri jo baatein hein Baatein jo teri hein Aayegi mujhko yaad rutha jo mujhse tu ruthegi kaainat Yara.... O yaar Bolun kya m bolun ab Bhulungi kaise vo baat Tu hi h Tu hi tha Koi na tha jab saath Yara..... O yaar Tere hone se hota h , hn hota h Sukoon ka ehsaas M bhi kya Tu bhi yeh jane h Jane h har baat Yara..... O yaar Yeh do pal pal jo hein Jee lete hein sath Koi kya jane hai Jane h kya koi Kb hogi fir se yeh Raat Yara.... O yaar